- Video Sawal Jawab January 16, 2019
- Martabe k lihaz se ek aurat k liye baap ka darja zyada hai ya shoher ka? November 21, 2014
- mera sawal ye he ki mene kisi se suna tha ki nabalig par or musafir par juma farz nahi, kya ye such hai? November 21, 2014
- Siraj Bhai kya Sufism ka Islam may koi concept Hai. Quran o hadees Ki roshni may wazahat se bataey November 21, 2014
- Allah Tala ne jab adam ko banane ka irada kiya to sabse pehle kiya banaya, tafseel se batae aap siraj bhai November 21, 2014
- Kia sood ki hurmat mein koi aisi hadees hey ke jis ka mafhoom aisa ho keh jis ney sood ka kaam kia goya us ney maa ke saath zina kia.? November 2, 2014
- Muharram ke taluk se hum yahapar India mein dekhte hai ki 10 din tak majlise hoti hai jaha tak mujhe Lagta hai yeh sab bidahat hai main chahunga aap isme kuch roshni dale. November 1, 2014
- kya das moharam ke din dua allah se karein to rads nahee hoti, kya ye sach hai? kya koi hadis hai iske taluk se? November 1, 2014
- Aab-e-zam zam peene ke aadaab Kya hai?? Kya khada hoo kar aur dua karna saabit hai. Aur agar khada hoo kar peena sahi hai tou hamara regular paani bait kar kyon?? Please wazahat Karen. November 1, 2014
- Kiya agar koai hajje badal Karraha Ho to kiya wo haji hona zaruri hai? November 1, 2014
- agar koi shaks zeena karta hai aur islami hukumat ke mutabiq use sangsaar ki saza ho jaye wo us saza se razi ho ya na ho use saza hojaye to kiya aakhirat me us gunah se bari hoga ya nahi November 1, 2014
- Agar koi shaks esha ki namaz padhe bina sojaye or us ki neend tahajjud me khule to kya ose esha padhna padegi ya wo bina esha padhe k tahajjud padh sakta hai jawab dijiye or maine kisi dars me sona hai ki agar namz choot jaye to wo faoot hojati hai to aise me kya wo shaks thajjud ada kare ya esha . October 25, 2014
- wasila lagana kesa he kya hum nabi sallallahu alaihi wasallam ka wasila laga sakte he kya October 25, 2014
- Gair muslims ko Happy Diwali bolna kaisa hai? October 25, 2014
- kya Quran aur hadees may ummat ke iqtelaf ka hull nahi Hai?. Kyu Ki musalmaano ke aapsi iqtelaafat badte ja rage Hai. Please rahnumai farmaye October 25, 2014
- Aqiqa k ahkaam,rasool allah sallah w alai w sallam ka fermaan hai,” kullu gulaami rahina bi aqiqati tuzbahu anhu uama sabiee wa usamma w uuhlaq rasuh” ( abi daood w sunnan nisaee w sahi) her ladka apne aqiqe k saath rahan(girvi) hai.wazahat kare! October 25, 2014
- question..1 why imam in masjid wear white dress only…?2.wat are the favrt colours of our prophet muhammad rasooliliah solelahu alihiwasolem..?3.. wat happened to hajrate mariyam after isalisalam…..?I wnt to learn islam…if anybody thnk my askng questions this type is wrng…..I’m sorry for that…muje maafkijiye. October 19, 2014
- kya janwaro ke naam rakhna jayaz he.. masalan. mere ghar ke paas ek bakre ka naam irfaan he… to kya ye sahi he or sahi he to kese sabit hota he. October 19, 2014
- mera sawal hai k agar koi rishte dar sood khata ho aur us ke ghar ka hum kuch khalete hai to kya hamari 40 din ibadat qubol nahi hoti agar na khai to baat ban ho jati hai is halat me hum kya kre October 19, 2014
- jo bimari la ilaj hoto hai…jaise cancer. Dibetetes. .kia ye nazar bad hai ya jadu October 19, 2014
- bachcho ke jamal bal ka kya karna hai us ke mutaliq tafsil de October 18, 2014
- Musafa apne 2haato se krna sahi h ya 1 haat se ? October 18, 2014
- Tahjjud ki namaz sunnat tareeke se keetni sabit h ? October 18, 2014
- agar jumma ka khutba chut jaye aur sirf farz namaaz mile toh kya jumma hogaya ya khutba sunna zaruri hai ?? October 18, 2014
- agar koi shaks mar jata hai to us ke pair qibla ki tarf kyo rakhte hai kya ye hadees se sabit hai October 18, 2014
- jo admi namaj nahi padta hai,uske hath ka zabiha (jo janwar zabah karte hain) khana sahi hai. quran o hadith ki roashni mein batayein. October 18, 2014
- Darga ke samne tazim ke ley khada rahna shirk hai kya?, agar shirkh hai to fir kisi bade insan ke samne khda rahna bhi shirk kahenge kya? October 8, 2014
- qurbani hone tak nakhun aur baal kaatna mana hai…ye hukm jin par qurbani wajib hai unke liy hai yaa har ek k liy hai…aur nabaligh k liy bhi hai kya? October 6, 2014
- kya Maiyyat( marhoom) Ki taraf se qurbani de sakte Hai October 6, 2014
- Kuch log Mohammed (saw) k naam se qurbani karte hai ya (bail/gai) may unke naam se hissa rakhte hai, Kya ye sahi hai ? October 6, 2014
- Qurbani ke janwar par Phool Ka Haar Daalna kaisa? October 6, 2014
- ager ladki ka aqeequa shadise phle naa hua to kya shadi ke baad sauher ke liye lazim haike apni biwika aqiqa kare. October 5, 2014
- kiya arfah ke roze ki kiya fazilat hai or ye roza jo hajj nahi karte sirf unhi keliye hai….? October 3, 2014
- kya aap qurbani ki niyat aur uska tariqha bata sakte hai ? October 3, 2014
- kin janwar ki qurbani jayj he kya pade Bhes ki qurbani kr skate he October 3, 2014
- Arfey ka roza Haji log jab Arafat key maydan mey jama hotey tab rahna ya esy bhee chand key Indian dates key mutabhik rakhna caheyee. Aur Arfey ke rozey English clendarkey mutabikh Kon sey dates Ko rakh na hoag. October 3, 2014
- kya fazar ki namaz ke bad koi namaz phad sakte hai .jaise shukrana namaz wagaire October 3, 2014
- Khulla ki iddat ka sae tareka bta den or iddat k doran bhr prny ja skty hyn coaching October 3, 2014
- Qible ki taraf pair na karna, kya ye koi hadith se saabit hai ? October 3, 2014
- zilhajj k maheene me kaunsi ibatat karni chayye.aur kaonse roz karni chayye. October 3, 2014
- Farz namaz ke baad ek saath dua karna sahee hadith se sabit hai ya nahee? October 3, 2014
- Hijama ka jo hadth me zikar aaya hai ye kis hadith me hai? Or Rasuullah ne hijama apni zindagi me kitni bar karvaya? Or kya mdcl science iski tazdeeq karti hai? Pl z jawab tafseel se de. Allah apko jaza e khair de. October 3, 2014
- mayyat ko ghusl dene ke baad kitne waqt takk rakha ja sakta hai…. hadees bhi quote karein September 21, 2014
- Kya aisi koi hadith ibne maaja mein hai ke ikhtelaafaat ke waqt SAWAADE AAZAM ko pakade raho.? September 21, 2014
- Siraj bhai ek swal hai. Auratae masjeed me ja sakti hai kya…plz quran aur ahades ki roshnime jawab de jazakhallah September 10, 2014
- mannat ka khana kya jayaz hai ??? September 10, 2014
- Agar zil qadh k mahine mai umrah kre to kya hajj krna zaruri ho jaata hai?? September 6, 2014
- Pictures click karna is allowed or not September 6, 2014
- Chughli aur ghibat kya hai aur difference kya hai in dono me? plz explain in short September 6, 2014
- Janabat ki halat me bina ghusl liy bahar ja sakte kya?jaise walking jim etc… August 14, 2014
- Misconception – Kya masjid ko mosque, makkah ko mecca aur Mohammad s.a.w. ko Mohd keh sakte hain? August 11, 2014
- Sawal : Teesri talaq ke bad yani talaq e bain (Alag karne wali talaq) ke bad aurat ki iddat e talaq kitne din ki hogi aur mutleqa aurat apni iddat kahan guzaregi. Sawal 2 : Hamla aur gair madkhula aurat ki khula ki iddat kitne dinon ki hogi aur wo apni iddat kahan guzaregi? Braemaherbani Iska jawab dein. August 11, 2014
- hijama karaane se roza rehta ya toot jaata hai cz isme maine hadith dekha hu jisme mai cnfuse ho gaya hu, ek hadith mein hijama karne par roza toot jata hai aur ek hadith mein nabi khud hijama karate hain roze ki halat mein. July 8, 2014
- kuch log sms bhejte fajar padhne se sehat badti zohar se rizq badta asr se pareshani door hoti magrib se isha se kuch toh hota toh yeh baat sahi hai. mujhe pura yaad toh nahi but aise kuch sms aate namazo k talluq se particul namaz yeg fayda woh fayda .. kya woh sahi hai ?? July 8, 2014
- padosio k ghar iftaar bhejne ke baare me bhi batayye. July 8, 2014
- Iftaar ka sahi tareeqa kya hai?…kya hum iftaar khjoor se karne k faoran baad maghrib ki namaz se pahele khana khasakte.(koi majboori k tahet) July 8, 2014
- Kya darwaze par aay har faqeer ko khairat w zakat dena dena zaroori hota hai.? July 8, 2014
- Ramzan me farz arkaan k baad pahele no.par kaonsa amal hai jiska bahut bada sawab hai? July 8, 2014
- Kya Ghibat(backbitting) karne se wazu tot jata hai??? Plz answer as soon as possible Jazakallah July 8, 2014
- Pehla ashra rehmat ka Dusra ashra magfirat ka Teesrah ashra jahannam se najaat ka Ye baat ramazan ke talluq se sahee hai? July 8, 2014
- As salaam u alaikum siraj bhai ek sawaal hai agar kisiko andesha hai ki tahajjud ke liye nahi uthenge toh kya woh isha baad tahajjud padh sakte ? June 29, 2014
- Assalamualaikum kya saher me sirf pani pine se roza fakhe me sumar hota hai? June 29, 2014
- sawal: hamare mohalle me ladies ka bajamat taravi padhane ka ghar par nazm kiya gaya hai to kya yeh durust hai aur waha 20 rakate padhai jayengi is bare me bhi bataye? June 29, 2014
- assalamualaikum mera sawal hai k kya ramzan me poori raat jagna aur sahar aur fajr k baad 11/12 tak sona kaisa hai? June 29, 2014
- zakat kis tarha nikali jaye .kya zakat ka Paisa rishtedaar me kisi ko de sakte hai agar wo gharib hai. June 29, 2014
- Ek msg aaya hai dua karne ke liye kya isse dusro takk fwd krna chahiye?? June 29, 2014
- APSE EK SAWAL POOCHNA HAI BHAI HUM YAHAN SAUDI ME PICHLE 10 SAAL SE APNE SHOHAR KE SAATH HAIN. YAHAN MERE SHOHAR KE STATIONARY SHOPS HAIN. SHOPS ASAL ME KAFEEL KE HAIN. PER MERE SHOHAR CHALANE KE LIYE SHOPS LIYE HAIN. PER MONTH ITHNA KAMAKE KAFEEL KO DETE HAIN. AB VO KAFEEL HER SAAL DUKAN KA ZAKAATH INSE MANGTHA HAI. INDIA KA THAKREEBAN 50,000 HER SAAL. MERE SHOHAR SE DENEKO KEHTHA HAI MERE SHOHSR KEHTE HAI. ASAL ME YE ZAKATH KA HAQ UBKA NAHI KHUD KAFEEL KA HAI. IN LOGON KO ARBI HOKAR BHI HARAM HALAAL KI JHANKARI NHI HAI BADE ZALIM LOG HAIN YE SAMAJKE DONO SHOPS KE ZAKATH MERE SHOHAR ADA KARTE HAIN JAB KI YE ZAKATH UNKE HAQ KA NHI HAI AB MAIN APSE YE PUCHNA CHAHATHI HUN KI KYA IS ZAKATH KO MERE SHOHAR MERE GOLD(SONE) KI ZAKATH KI NIYYATH KARKE DE SAKTE HAIN???? June 24, 2014
- Hamarein dubai ki bank mein ek qisam ka bank a/c khola jaata hai jiss mein ek depot amount par wo a/c khole diya jaata hai. Maheene mein ek baar ek lucku draw hota hai agar uss mein number nikal jaye to uss a/c holder ko 5,000-25,000 takk ki amount milti hai. Kya ye jayaz aur sahee hai? June 24, 2014
- Hum 5 waqt ki namaz ada karte hai. Ab hame kaise pata chalenga ke hamari namaz qubul horahi hai ya nahi? June 23, 2014
- Sajda sahu ka tareeka bataye namaz hojane k baad yaad aye toh kis tarha sajda sahu kare? June 23, 2014
- Kya aurat ghar par ehtekaf kar sakti hai? June 23, 2014
- Hamila aurat ko roze ke liye dr ne mana kiya hai to ab wo kya kare badme iski kaza kare ya kuch kaffara hai plz batae June 23, 2014
- dadhi rakhna sunnat hai ya farz ?? June 23, 2014
- Ramzan ki mubark bad dena sahi hai kaya ?? Salf se June 23, 2014
- Kya ye dadhi ( yani aisi lambi dadhi) sunnat ke mutabiq hai? June 19, 2014
- Iss aayat ka kya matlab hai. quran ko thahar thahar kar padhana chahiye? June 15, 2014
- Bhai jaisa ki Ramzan k baad jo 6 Roze rakhte hai (Sharfuze Roze) ispe plzz kuch Roshni daliye June 13, 2014
- Bohat ziyada bimar shaksh kya allah ki sifat ka waseela le sakta hai? Aur quran ko kabhi zore se kabhi aahista se padh sakte hain? June 13, 2014
- Aur phir 15th shaban ke roz roza rakhne ka kya mamla gain??? June 13, 2014
- Plz Shabe Barat per roshni daliye.I mean us Raat AAP saw ne kya kiye te?aur Hume kya karma chahiye? June 13, 2014
- Interest yani sood ka jo paisa bank mein jama ho jaata hai uss paise ka kya karein? June 13, 2014
- Shab e barat ke talluq se kya ye hadith sahee hai? June 13, 2014
- Kya shab e baraat ke talluq se zaeef ahadith par amal jayaz hai? June 13, 2014
- mein ne aaj tak india me kisi bhi masjeed me jitne bhi masajeed me namaz padhi hai sab ne attahyat ke baad salam phera phir sajda sahu kiya…han lekin yahan saudi arab me waisa hi kiya jata hai jaisa ke aap ne bata….aisa keun plz explain June 7, 2014
- Istekhara kin kin baato k lye krskte ? Whats the criteria ? And uska sahi tareeqa ?? June 6, 2014
- Agar namaz me kuch bhul jaye ya kuch galati ho jaye to sajda e sao kis tarha hoga? Aur is masle me kya aimma ke mukhtalif qaul tarike bhi hai kya? June 6, 2014
- Accrdin to hadith in hijri calendar we can keep nafil fast on white days like 13,14,15 but if friday comes in btwn so can we keep dt fast June 6, 2014
- Kya islam dhol bajane ki ijazat deta hai ? Kaunsa instrument baja sakte ? June 6, 2014
- fajar ki namaaz qaza hojaye toh kya fir fajar qaza namaa ghar mein padh sakte ?? Ya fir masjid jaa k he padna padenge ?? June 6, 2014
- Misconception of how to write Insha allah in english? May 22, 2014
- Siraj bhai mai naam ka haaji hu kaam ka nahi yani maine hajj nahi kiya kya mera naam badal na zaruri hai plz batae ?? May 20, 2014
- NAPAKI k halat me masnoon duaye jaise sokar uthne ki dua, Baitulqala jane ki dua, aur aisi baht si masnoon duaye padhna kaisa h ? May 20, 2014
- Is it necessary to perform ablution (wuzu) after bathing ? Can we perform Salah directly after taking a bath ? May 20, 2014
- Ek hindu hai woh bolta hai ki us ne islam qubool kiya par khatna nahi ki To kiya woh bina khatna k islam me hai ya nahi? May 20, 2014
- jo log nam ke pahle alhaaj laga rahe h kya ye sahi hai? May 20, 2014
- Haqeeqa kis janwar se hota hai? Siraj bhai ye jo hadees hai kya ye sahi hai? Agar hai to fir Gaai,maihes,unth se haqeeqa karna kya sunat ke khilaf hai? May 20, 2014
- 1.Kya salatul janaza aurath alag hi garme jamat pad sakte hai.2.wai mayyat ka firse masjid me pada sakte hai ? May 20, 2014
- juma mubarak bolna sahi h kya? May 20, 2014
- jo admi police mein naukri karta hai aur usko agar kisa ka encounter karna pada toh kya woh sahi hai ?? May 20, 2014
- If we doubt that we/or our things r afflicted by bad sight (Nazar) What should we do for Treatment & Precaution For us & our things. May 20, 2014
- Bacche k kaan mein azan dena kaha tak sahi hai ??? May 20, 2014
- Kya pani bechna or kharidna durust hai? Akasar ham aise area me hote hai safar me ya train me ya or kahi zarurat padh jati hai pani ki. Kuch log ise galat kehte hai. Pl z wazeh kijiye. Jazakallah. May 9, 2014
- Kuch log zameen ka pani batate hai kya ye sahi hai? May 9, 2014
- shiya aur bhauri logo ku salaam karsakte ???? May 9, 2014
- Deen ki dawat kaise hoti hai? May 9, 2014
- Tahajjud kis tarah padhe aur us k timings bataye? May 7, 2014
- Ahle kitab se nikah jayaz hai but wo agar baade nikah Islam qubool na Karen to wo nikah me hogi ya nahi ? May 6, 2014
- Kya duaa sher shayeri k andaz mein kar sakte ?? May 5, 2014
- Kya khane ko nazar lag sakti ??? May 5, 2014
- Kya jis bistar per hum sote hai, us bistar per sote waqt agar kisi sure ki tilawat ki jaye to kya ye durust hai? Bistar bilkul saaf hota hai. Zahiri bistar per agar kuch na ho to. Jazakallah khair May 5, 2014
- Dua ke pahle aur akhir me durud padhna sahi hai? May 2, 2014
- Kisi ku duaa mein bad’duaa dena kya sahi hai ???? May 2, 2014
- Agar kisi reason se fajar ki Namaz skip ho jaye to kabtak padna chahiye khaza namaz plz advice May 2, 2014
- Ahram ki halat mein aurat apna chehra khula rakhe ya chupaye.? May 1, 2014
- Hadis me aata h k Jo jis halat me marega ussi halat me uthaya jaega,to plz iski tashreeh kijiye.kya koi dance karte hoe Mara ya fans sunte how to kya ussi halay me uthe ha???? May 1, 2014
- Masjid aur imam sahab ka gar ka chhat ek hi hai to imam sahab ka us ghar me faimeli ke sath rahna kaisa hai May 1, 2014
- Rizk me tangdasti kis wajah se aati hai aur usko door karne ke liye kya karna chahiye? May 1, 2014
- Agr gusal(gusal e haiz) krty wqt koi hissa bheega na ho like hato me nail polish lagi ho to agr gusal hony k faurn bad agr usy remov kr diya jai n dho diya jai. To kya gusal ho jaiga ya dobara krna padega? April 26, 2014
- Arab or ajam mein kyu itne iktelaf hai? Aur arabs kehte k unka sislsila nasab mohammad s.a.w se ja milta hai ,toh ajam logo ka kis se sil sila nasab milta? April 26, 2014
- ALLAH Hafiz ka reply kya Dena chahiye? April 26, 2014
- Reiki technic se khudka aur dusro ki bimaari ka ilaj karna sahi hai.? April 26, 2014
- Yani dua se taqdir badalegi toh ye b toh taqdir me hi hoga toh badlegi na? April 26, 2014
- Sufi ilm kya hota hai?kya isko sikhna jayz hai? April 26, 2014
- Jab hum allah se dua maange to kaise maange.hamari wording sahi honi chayye ya,imagination ya concentration ya spritual power ya confidence.ya darr aur tension lekar…..aur kaonsa waqt sab se zyada afzal hai dua maangne ke liy.? April 26, 2014
- kya duayn takdeer ko badal sakti hai? April 26, 2014
- Walid ne jb beto ko hissa diye toh betiyun ko b malum tha aur walid k inteqal k bahat salo phle hi beto ko hisa mila howa toh sb betiyo ko malum tha jb ni mangy un log magar aj mangte h toh kya kre ? Kyu k sb bhai ek sath zamin ni bichrahe sb apni apni mrzi se toh kaisa kre? April 26, 2014
- hme chasht k namj k bre me janna h kya ye namj pdna jaruri h?????? April 26, 2014
- agar walid ne apne aulad me sirf beto ko hissa de diye ,betioyo ko ni diye aur phir walid ka inteqal hogya aur phir jb koi beta apni kheeti ya zamin kuch bechta hai toh bhai apni tarf se kuch b paise yni jitna wo de skta agr behn ko diye to tohfe me shumar hoga na?? April 26, 2014
- sb log mil k ek hi din me 125,000 br ayatekarima pdte h or us k bad khana bana kar khilate h kys isa sb krna sahi h ya fir hm apna apna pd skte h kya….aytekarima 125,000 pura pdna jaruri h kya….??????? April 26, 2014
- Agar kisi ne Mannat mangi ho kuch neyaz dargah par ja kr karne ki ,aur ye mannat puri krne se pehle unki islah hogai ho yani wo is amal ko jan liye k ye shirk biddah hoga toh wo quran n hadith k par ajye toh kya phr b ye mannat ko bd me pura karna lazim hai ya nahi? April 26, 2014
- flan flan kam ho jaye to namaz mangna ya fir roze mang lena sahi hai kya?aur baad main unki adaigi mai taqeer ho jaye ya fir hum wo bhul jayein to kya krna chahiye ? April 26, 2014
- jab hame koi kudrati takleef milti hai to hum kaise samjhe k hame saza milrahi hai ya aazmaish hai…agar saza ho to hum kaise jane ki hamari galtiyan kya hai…..aur agar aazmaish hai to uski muddat kab tak hoti hai….agar is aazmaish me dil dukhta hai to hum allah se kya maange…jab k hame pata ho k wo khushi hame kabhi wapas nahi milsakti.aur hum taklifo se buch nahi sakte…………(dua ki darkhast) April 26, 2014
- Kya ladies lipstick use kar sakhti hai? April 26, 2014
- Aaj kal magic mhendi aai h Jo sirf 15minutes me rang jati h kya wo jaiz h? April 26, 2014
- Agar koi chiz se AAMIR roke aur ussi chiz ko karne ka baap hukm de to kis ka hukm manna zaruri hai?plz tell me April 26, 2014
- Hamare ek freind ne bataya k Rozi (job) k liye Allah hu samad ki tasbi kare 11000 martaba wo b Mangal (Tuesday) ke din Kindly guide April 26, 2014
- Please explain in detail the rules of iddat for women in islam???? Please explain the reasons why it is done??? April 26, 2014
- 1) Hijab (Burqa) black colour ka use krna lazim hai ya koi or colour me bhi pehn sakte hai??? Yani ye smjhaiye ke is hijab phenne ke sharaiyat kya hai jaise colour,tight ,long short ,full cover ya hairs dikhre n etc smjhaiye ? April 26, 2014
- 1) Kya ghusal karne ki koi dua sunnat se sabit hai? 2) Kya har ghusal ka tariqa alag alag hai ,aur duai bhi alag alag h? Ghusal ka Sunnah tariqa kya hai ? April 26, 2014
- Paidaish k bad bache k kaan m azaan dena durust h kya yeh hadees se sabit hai. April 26, 2014
- ‘Aqeeda’ kise kehte hai sharaii or laghwi mayno ke sath smjhayiye.? April 26, 2014
- Agar koi sakrat ke aalam me ho tu kya usko Surah Yaseen sonnana chahiye? April 26, 2014
- 1) Jo ‘Tilsmi Moti’ chote bacho ke gale me pehnate hai is aqeede se ke bacho ko dant niklne me taklif na ho ..toh kya Ye bhi shirk hoga ? April 26, 2014
- asar ke time padhai kar sakte hai ya nahi April 26, 2014
- Kya saree pahnna jaize hai(pure sataar ke saath)? April 26, 2014
- Kya mitti(soil) khana jaiz h? Kisi kisi ko bahot zayda aadat hoti h mitti khane ki,so April 26, 2014
- Bhai humlog jab dua Mangte hai Allah subhana Taala se to kya hum A.S. Sallam ka waste de sakte hai kya ? April 26, 2014
- Kya maiyaat ghar me rahe tak kam se kam 4 martaba qreebi rishtedaro ne uskeliye dua e magfirat karni chahiye????? April 26, 2014
- Kya maiyaat per bahot zayda rone se marine wala khawab me ni dikhte? Humare Colony aam taur per bola jata h k marne wale per bahot zayda rone se wo khawab me ni aate. April 26, 2014
- Aaj kal naa naa hair colours aarahe hai,kya ye colours se hairs ko colour kiya ja sakhta hai? April 26, 2014
- Kya ghar bharaoni function karna sahi hai.? April 26, 2014
- Juma ki jaisi entry Gents k liye hoti hai masjid me Azan se pahle dakhhil hone pr Aurto ke liye ? April 26, 2014
- Amanat mein khayanat ka mamla bahot sakht hai. Agar humare pas koi aamanat paise(mony;amount) ki shakl me rakhi ho aur hum zarurat padhne per un paiso ko use karle aur apne pas paise aane per phir se aamant ke Paise rakh de, to kya ye bhi aamanat mein khayanat ki qism hai? April 26, 2014
- rishto ko jode rakhneka bahot bada ajr hai.rishto ko jodne me akser gile shikwe hote hi hai,aur phir in gilo shikwo k dauran kisiki gibat bhi jaane anjaane me ho jaati hai. Kya distance maintain kerte hue bhi rishto ko zyada din tak jode rakha ja sakta.? Kya aisi surat me galatfhmiyo ka imkaan badh sakta hai jisse phir rishte kmzor ho sakte? April 26, 2014
- Marhoomeen keliye maghfirat ki dua mangi ha sakhti ya ni? Marhoomin ki qabro per jakar Jo fatiha wagaira padhte wo sahih h kya? Marhoom agar khawab me dikhe to kya karna chahiye. I’sale sawab per roshni daliye plz *I’sale sawab k mani, *I’sale sawab pauhchan ke tareeque April 26, 2014
- agar fajar ki sunnat ko kaza padhna zaruri hai ?? Agar fajar ki sunnat chut jaye toh usko padhna matlab kaza padhna zaruri hai April 26, 2014
- Wanna ask that if a person work on dargah..distributing “Chaddar” for dargah..N earning from it is Halaal..?? April 26, 2014
- kya ye hadees sahi hai ?? Agar sahi hai to plz explane kare kyun ki maine 1 aur hadees padha tha ke namazi ke age se koi guzre to uski namaz nahi tuth ti albatta guzarne wala gunehgar hota hai Rasool saw ne farmaya agar namazi k aage oont (camel) k palaan ki pichli lakri jitna lamba sutrah na ho or balig orat, gadha ya siyah kutta aage se guzar jae to namaz toot jaati hai or siyah kutta shaitan hai. Sahih muslim hadis no 510 April 26, 2014
- hume kisike shak he wo haram paisa kamarahe hai to wo log kuch sweets ya koi cheez diyeto hum nahi lesakte? April 26, 2014
- Assalam Walaikum siraj bhai .hum juma me 14 rakat padghte hai lekin adv syed faiz sahab kehte hai k juma me 8 rakat hi rehti hai kya ye sahi hai ?? April 26, 2014
- khawatin B ed ya D ed karna chahe or wo job karna chahti hai muqammil parde me to kya uske liye durust hoga? Kya shariat ise pasand karti hai? Pl z wajeh kijiye jazakallah. April 26, 2014
- Siraj bhai meri dukan hai immitation ki, masla ye hai ki khawateen jo maal khridti hai aksar return ya exchange ke liye wapas lati hai. Humne dukan me likh kar lagaye no return, no exchange. To kya ye durust hai. Kya hamara ye amal kisi hadith ke khilaf to nahi? Barae mehebani wajeh ki jiye. Jazakallah khair April 26, 2014
- Bhai,agar kisi ne humse kisi or ke liye salam kahe aur hum untak pahunchane me bhul gaye to kya wo salaam hum par karz hoga? April 26, 2014
- Assalamu alaikum siraj bhai 1 bahen ka sawal Agar hum asar ki namaz k time ghar se bahar hai, kisi zaroori kaam k liye.. Toh humein asar zohar k sath padh k nikalna chahiye, ya phr, waps aake magrib me qaza pdhni chahiye???? April 26, 2014
- Assalamu alaikum siraj bhai 1 bahen ka sawal hai ke uski 1 saheli hai uska nikah Usse ke Abbu ke sagge bhai ke bete se howa hai .tu kya humara islam iski ijazzat deta hai ??? April 26, 2014
- Mere abbu riksha chalate h or us riksha me bht saari dukano ka saamaan late h . Un dukan ke saamaano me koi nashe wagaira ki bhi cheeze hoti h jaise tambako wagaira to woh bhi cheeze laate . Or agr gair muslim ki dukan ka h to unke saamaano me sharab jis se banayi jaati h uska gur hota h mere abbu woh bhi laate h . Toh kya?? Ye nhi laana chahiye. Kya?? Isse gunah mile gi. Kya ?? Ye haram ki kamayi me shumar hoga April 26, 2014
- Doodh mein pani milakar fat kam karna kaisa hai April 26, 2014
- Islami lebas(dress) kon sa hai tafser main bataiye April 26, 2014
- jab khawateen imam jamat me namaz padrhe hai to imam or muqtadi ke beech ka distenc ktna rwhna chahiye? Imam ladki ho ladkiyo ki jamat ki tab ?? April 26, 2014
- Loan lena jaayaz nhi hai kyunki uska interest lgta hai aur wo haraam hai, pr kch log kehte hai k house aur shaadi k liye loan liya jaa skta hai ye kaha tk sahi hai Baaki kaam k liye haraam hai loan lena April 26, 2014
- kya is tarha se hath utha kar dua mangna sahi hadees se sabit hai ?? April 26, 2014
- Salaat tu hajaat kya hai ?? Aur iska koi spl tareeka hak kya namaaz padhne ka ??? April 26, 2014
- halat e safar me agar hum zohar ki namaz k liye masjid me gay aur waha do rakat ho chuki ho aur mujhe do rakat jamat se mili to aise me hame kiya karna chahiye Woh do rakaat jo choot gai hai imam sahab k salam k bad ada karna ya nahi? April 26, 2014
- koi hindu salam kare to jawab dena sahi hai kya aur kisi hindu ko bhai keh sakte kya April 26, 2014
- Bhai lekin bidaat ki mafi hai kya ???? Matlab jhanam mein saza paane k baad April 26, 2014
- Siraj bhai Kya hum bathroom mai kisi bhi kisam ja zikr karsakte hain nahaate time waise aytal kursi, kalima ya kuch aur. Pls jawaab zaroor dijiyega jaise ke hum gusl shuru karne se phele bismillah padhte hai April 26, 2014
- Mere mobile me Quran down low hai agar main napaki ki halat main mabile hath me le ke baat kar sakta kiya Ya mobile laitrin main le jasakte kiya April 26, 2014
- jis ka bhi inteqhal hojata hai to kiya hum marne wale ko marhoom keh sakte hai kiya? aur agar nahee kehsakte hai to marne wale ko kiya kehna chahiye! April 26, 2014
- What is the correct & suitable age to marry for both a boy & a girl according to Islam & What r the rules of the Indian government ? April 26, 2014
- Bhai main jab bhi kuch sochta hun toh woh aksr hota hai … Aisa kyu hai ??? Matlab six sense jaise koi cheez Allah tala ki tarf se hai ?? April 26, 2014
- Siraj bhai agar safar ki wajah se jumma chut jaye toh kya karna chahiye ?? April 26, 2014
- Kya Islam mein kutta April 26, 2014
- Jaisa jannat me mard logo k liye hore hai waise hi aurto k liye kiya hai ? April 26, 2014
- Haiz ke halat me bi sajda karsakte hai? Ye sawal mere khwateen grp se hai bhai plz April 25, 2014
- Assalam alikum brothr siraj…ek doubt jab allah ke nemat se hum kush hote hai tabi hum shukr adha karne kiye jo sajdah karte hai , kya uske liye wuzu hona zaruri hai April 25, 2014
- Nazar kab, kaha, Kisse or Kaise lagti hai & how to save oneself from it ? April 25, 2014
- Do not use this symbol on whatsapp It says Allah upside down. broadcast this message to all those in your list.Don’t delete…mobile ko ulta kar k dekho.. April 25, 2014
- bhai mera sawal hai k m jb namaz parhta hun to mera demagh namaz ki ayat m nhn balky doosri cheezon m hota hai iss hawaly sy agar aap kuch batana chahiyen to meherbanio hogi. April 25, 2014
- Namaz main rafai dain karna sabit hai April 25, 2014
- Kya qismat ko azmana jayaz hai ? (Like participating in lucky draws – QuraAndaazi etc.) Nowadays this has become very common April 25, 2014
- siraj bhai jo log Allah tala ko aur huzur s.w ko bura kahe toh kya main bhi unlogo ku galiya du ya woh group se nikaljau ya unko samjhau … bhai samjhana toh bahot mushkil hai … bhai main fb ka ek page hai uski baat karra hun April 24, 2014
- Kiya hum namaz me imam sahab jab ruko me jate hai Allah hu Akbar kehte hai Magar hum Allah hu Akbar kehna bhool gay aur direct rukoo kar liya to kiya hamari namaz ho jaygi ? April 24, 2014
- Is it allowed (Halal) to eat mushrooms April 24, 2014
- Siraj sahab ek sawal hai mera. Agar masjid me koi namaz padh raha hai to namazi ke samne se kotni doori se guzarna chahiye? April 24, 2014
- siraj bhai ek sawal .. jis shaqs par bijli giri aur uski maut hogae toh woh kya Allah k azab se mara??? April 24, 2014
- Question: Aksar hum log dekhte hai ke humare kai bhaiyo ke naam Allah ke naam per hote hai Ex. Abdul raheman, Abdul Hamid etc. Lekin log unhe pukarte waqt Abdul ka istemal nahi karte aur ye gunah hai, agar hum unke naam ke baad bhai ye word istemal kare jaise Ex. Raheman Bhai, Hamid bhai etc. To kya ye chal sakta hai? April 24, 2014
- siraj bhi ek sawal .. zamzam ka pani dard ki jagah par laga sakte kya ???? April 24, 2014
- Misconception in islamic knowledge – islam ke talluq se galat fehmi 2 April 24, 2014
- Siraj bhai app se sawal hai jute pahnkar namz padhna kaha take sahi hai kau ke ye bt muje kal malum padi ke ye hamare nabi ki sunnat hai to aje harmuslman kau msjid me jute pahnkar namz nahi padta kau nabi ki itni aham suunnat ko chod diya hai abhi ke halat me jute pahnkar to masjid me gusne bhi nahi dete our aje take mene kisi bhi masjid me kisi ko bhi jute pahnkar namz padhta nahi dekha kaya vo jute sirf masjid ke liye he use kar sakte hai.muje jute pahnkar masjid me jakar namz kisi sahaba ke amal se sabit hai plzz ek hadish kaa ref.dena jazak ALLAHA BHAI April 24, 2014
- Misconception in islamic knowledge – islam ke talluq se galat fehmi April 24, 2014
- Assalamu alaikum Siraj bhai, I live in Bijapur .l travel alternately for my duty place which is 90 km off from Bijapur, now tell me can I offer kasar or regular namaz at my working place during one halt? Support evidence please April 24, 2014
- I have a question its stated in hadith dat wateva good deed a child does its sawab e jariya goes to the parents when dey are dead but what about who dont have a child nd dey are dead..?? Can sum1 else do smthin for them?? April 24, 2014
- Jab imam surah fateha parhe to muqtadi kaise parhega ,ek ayat imam k parhne k baad parhega ya aage peeche parh sakta hai April 24, 2014
- Agar bachha pet mai hi intikal hojaye tho kya naam rak sakte hai aur mayyath namaaz pad sakte hai ? April 24, 2014
- Siraj bhai agar hame dakkar aye to hum kya kahe alhumdulillah ya astagfiruallah ?? April 24, 2014
- siraj bhai ek sawal .. kya koi shukrane ki spl namaaz hai ???? April 24, 2014
- jo log mar chuke h yani hmse phle vale log or agar unke paas sahi ilm nhi tha matlb unko sahi ilm diya hi nhi gaya ho to is hisab se un logo k sath kis trha ka hisab liya jayega quran or hadees ji roshni me fzhat kre. April 24, 2014
- (Since almost all banks gives interest on savings account) Is it permissible to give that interest money as fund to any organisation? & Is it permissible for that organisation to take that money & use it ? April 24, 2014
- Jaise aam taur par hum masjid me jo namaz ka waqt mukharar hai usi waqt par namaz padhte hai lekin kabhi koi reason ki wajah se hume masjid ki jamat se pahele namaz padhna hai to kya hum padh sakte hai kya? April 24, 2014
- It is said not keep quran software in mobile phones as we go to bathrooms nd secndly if ders a prblm in our phone we have to frmat it.. So my question is ohk to keep quran in cell phones r nt?? plz advice April 24, 2014
- Sadqa ke kya maana hai? Isko kya soch kar dein ya bas aise hi de dein. April 16, 2014
- Zakat ramzan mein hi de sakte ya saal bhar mein kabhi bhi de sakte. April 16, 2014
- It is said not keep quran software in mobile phones as we go to bathrooms nd secndly if ders a prblm in our phone we have to frmat it.. So my question is ohk to keep quran in cell phones r nt?? plz advice April 16, 2014
- Sure bkhra ko pdte time wo pura ekdam khatm krna chye kya mtlb k 1-1parah pde to nhi chalta kya log khete hai pura ek sath khatm krna jaruri hai April 16, 2014
- Agar koi jante how bhi ghalat karega means hum jante h k ladies ko Qabro per Jana allowed ni h bt for bhi hum jare to kya hoga??? April 16, 2014
- Kya maiyaat ke samne Quran padhna ya wo Aayat e Kareema karna sahih h? April 16, 2014
- Kya polio wagaira ka tika bachcho ko lagana chahiye? Coz polio ke jarasim qudrati taur per sab bachcho me ni hote. April 16, 2014
- Agar koi jante how bhi ghalat karega means hum jante h k ladies ko Qabro per Jana allowed ni h bt for bhi hum jare to kya hoga??? April 16, 2014
- Kya maiyaat ke samne Quran padhna ya wo Aayat e Kareema karna sahih h? April 16, 2014
- Kya namaz keliye sirf Ek jagah mutaiyan kar lini chahiye? Ya alag alag jagah namaz padhni chahiye? April 16, 2014
- Salamalaikm, Ghar me jitne bhi quran hai kya sabmese phadhna lazmi hai?ager nahi pedhagaya to? April 16, 2014
- Kya Hawa a.s Ne hi adam a.s ko behkaya tha ? Kyu k Mardo ka mamla ye hai k Aurat ko hi badnam karte hai kuch bhi mamlat ho toh ta’ana dete hai k aurat bht buri rehti fitnah krte n etc phir misal dete k adam a.s ko jannah se nikalne wali aurat hi thi..? Toh quran aur hadith se smjhaiye k hum kya kahe aisi bato par? April 16, 2014
- Bida’at ki kuch misalein dijiye plz. April 16, 2014
- Bida’t ke mani kya hai?aur is ka gounah? April 16, 2014
- Bahot sari naato me Hazrat Muhammad SAW ke naam ke pehle lafz YA lagaya jata h.kya ye sahih hai? April 16, 2014
- Kya bagair kisi uzr ke baith kar namaz padhi ja sakhti hai? April 16, 2014
- Sir plz 786 ki haqiqat bataiye coz bahot sare log ise “taus pe tasmiya” ke taur per use karte hai? April 16, 2014
- Kya diplomat rahker islamic rh sakte? April 16, 2014
- Agr namaz ke me Surah fatiha padhna bhol gae to namaz dobara padhna hogi ya sajda e sahu karne se namaz ho jaein gi? April 16, 2014
- Siraj sahab ek sawal hai mera hum chink Aye alhadulillah aur jamai aye to astagfar padhte h. Namaz ki halat me padhna jaiz hai ya nahi . Q k jab chink ya jamai ati hai to apne ye alfaz zaban par ajate h. ?? April 16, 2014
- Ladies ka Sata’r(yani body ke wo parts jinhe ladies ko apne mahram ke samne bhi cover karne ka hukm h daily life mein) bataiye? April 16, 2014
- I wanna ask k agr koi gair Muslim Islam kabool krle,namaz b padhe bt apna naam change na kre to kya wo Muslim hoga ya ni? April 16, 2014
- Akhsar gharo aur Muslim shops mein deewaro per Quran ki verses n chapters ko firm kar ke lagaya jata h jin per likha hota h Makan o Dukan ki khair o barkat keliye. To kya ye sahih h? April 16, 2014
- Bhai mera sawal hai k m jb namaz parhta hun to mera demagh namaz ki ayat m nhn balky doosri cheezon m hota hai iss hawaly sy agar aap kuch batana chahiyen to meherbanio hogi. April 16, 2014
- Akhsar Aise hota hai koi phn pr ya mulaqat pr kahta h ke ghar ne sab ko salam kehna ya ye msg us tak pouhcha dena, aur ye ke Dua me yaad rakhna. To kya ye Jo salam or msg hum se pouhchane ko kahe jate h to ye humare pas Amanat hoti h aur iski pouhchana zaruri hai? Isi tarha kya dua ki darkhust karne wale ko bhi dya me yaad rakhba zaruri ho jae ga? Plz answer April 16, 2014
- Generally Log bagair tahqeeque ke kisi per bhi koi bhi maamle mein ilzam laga dete hai Jo ke akhsar Tahumat bhi hoti h, Aur tahumat lagane ki saza islam me 80 kode h lekin chonke hum Darul kufr me rahte h to ye saza ni de sakhte. To tahumat lagane ka kafra kya hoga? April 16, 2014
- Kya kisi ke pith piche uski tareef karna bhi Gibat me shumar hota hai? April 16, 2014
- Zakat 5000 nikalti hai aur koi 10,000 nikale to kya? April 16, 2014
- Mujhe ek non muslim ne ek swaal pucha ke allah ne Adam (A.S) aur Yousuf (A.S) ko sajda karne ko kyu kaha sajda to sirf Allah ko karte hai? April 16, 2014
- I m a student n I have created a group.we r 5 peoples,n we wanna do sumthng for needy persons.hmra group orphanage n old age home ko kuch support krta h.so my question is dat k kya hm zakaat k paiso se kisi Hindu bacche ya budhhe ki help kr skate h??? April 16, 2014
- Jab koi galti karta h or uski saza use uski dunyavi zindagi me mil jati h. To phir us gunah ki saza use khuda k pas phir se milegi kya? April 16, 2014
- Hamara sawal ye hai ki koi dargah nazar aye to kya hame ussse salam karna chaiye?? April 16, 2014
- I wanna ask k ajkal eye donate krna k camp ya NGO ban rhe h.kya hm apni eye donate kr skate h after our death??? April 16, 2014
- Mere bhai ka inteqal ho chuka h.Usk mummy ko jab wo qwab me ata h to kuch bat karta h.to unko lagta h WO sahi mi bat Kar raha h.kya ye sochna sahi h? Ya bus ye apne din Bhar ka qyal h? April 16, 2014
- Jo shaksh jhooti kasam khata hai uski kya saza hai? April 16, 2014
- Jo bachcha paida hote se inteqal kar jata h.WO khuda se apne ghar k logo ki jannat k liye sifarish karta h.kya ye sahi h? April 16, 2014
- Related to tardeer question, agar koi baccha gai muslim ghar me paida hua to kya wo uske taqdeer me hai, agar hai to uspar uske ma baap ke hi moral values rahenge, to phir us bacche me aur ek musalman gharme paida honewale bacche ki akherat yai tay hochuki, bahot rarely aise hota ki kisine (gairmuslim) islam qubul kiya, to kya gairmuslim ghar ke bacche ki kismat bhi jahannum me jana hai? April 16, 2014
- Kya Hazrat Muhammad SAW ke sadque mein dua mangi ja sakhti hai? April 16, 2014
- Soty waqt jb hum log 3 bar ayatal kursi padh k bandish krty hai to us k bad tali bajana (claping) durust hai kya? April 16, 2014
- Ager kasam tut jaye to uske badle roze rakhne chahiye? April 16, 2014
- Zindagi me ‘Marne se pahle kya 40 martaba Quraan padna chahiyye? April 16, 2014
- Taqdeer k sath sath kya insan apne amal ka b zimmedar hota h? Qk agar WO galat kam ni Kare to use taklife ni hogi.phir hm zimmedar kise thahraye.kya hm ye bol sakte h k hmari kismat me likha that Jo galti mine ki h? April 16, 2014
- Mine suna h taqdeer k bare me bat in Karni chayye? April 16, 2014
- kya sham ya rat k waqt nakhun katny se dalindari aati hai? April 16, 2014
- Life me jab b kuch galat hota h to hm apni taqdeer ko zimmedar mante h. Kya ye sahi h? taqdeer ko sirf dua badall sakti h? April 16, 2014
- sir kya Quran e pak ko chumna sahi hai ya nai? April 16, 2014
- Kya “JaNamaz” Ko bicha kar ni karhna chaiye?means aisa hota h k hum janamaz bicha kr kuch kaam keliye janamaz se hat jate h usse khula choda kar,to bahot se log mana karte hai k janamaz khuli ni chodna chahiye atleast uska Ek kona fold kar Dena chahiye warna jin us per khade ho jate hai?kya ye sahih hai? April 16, 2014
- Safar ki kam se kam kitni miqdar hai jis me Qasr kiya ha skhta hai??? Isi tarh Qasr ki kitni muddat hai??? April 16, 2014
- Shukrana ki namaz padhni chahiye ya sirf sajda e shukar aada karna chahiye? April 16, 2014
- Kya rone se ya aankh se aanso girne se wazu tot jata??? April 16, 2014
- kya wazu karne k bad gila muh saf karna chahiye ? April 14, 2014
- Halal aur Haram Gosht me Farq! April 14, 2014
- If a husband doesn’t like hijab, then wat should his wife do. April 14, 2014
- Agr namj pdte time yawn (jami) aye to namaj continue rhengi ya fir se pdhna pdengi April 14, 2014
- Agar hum college me rahe or us waqt namaz na padh paye to hame kya karna chahiye? April 14, 2014
- kayi jagha aisa hota hum burkha phense koi kam jalde nhi hota hy……tub hum ne kya karna chahiye? April 14, 2014
- Mera q ye h k kisi jagah pr muslim khawatin ka burkha pahanna aloud nhi h aur iske liye uske shouhr b ijazat derahe h to kya yeh durust h. April 14, 2014
- kay hum jab phon aay to uthate tab hello nhi bolna chahiye? April 14, 2014
- Kya baalon(Hairs) ko neck ke ooper jode wagaira ki shakl me badh kar namaz padhi jae to kya namaz ho jaeingi? April 14, 2014
- kya namz pdne k bad salam nhi kar na chahiye? April 14, 2014
- Hamara sawal ye hai ki namaz padte tym kabi kabi hum bhul jate ki humne surah pade ya nai to kya namaz continue karni chaiye….ya fir firse puri padni chaiye April 14, 2014
- Kya Aaina (mirror) ke samne namaz padhne se namaz ni hogi? Kahi bar aisa mauqa aata h ke namaz keliye jagah wardrobe ke samne milti h jisse me mirror hota h. April 14, 2014
- Ba’z awqat aisa hota h k dress ki sleeves(aastin) tight ho jati h; jisse sleeves ko wasu keliye upper chadhane me mushkil hoti h.Aisi situation me kiya sleeves elbow tak gilli kar lene se kya wasu ho jaeinga? April 14, 2014
- Kay shukrana namaaz padh sakte hain April 14, 2014
- Birthday cake ya koi bhi cheez Jo birthday ke naam pr khilai jae khai ha sakhti h ya ni April 14, 2014
- Kay birthday ka cake kha sakte hain? April 14, 2014
- Tabook ki jung ka dusra naam bata skte h April 14, 2014
- Kya asman dekh kar dua mang sakte hain? April 14, 2014
- Surah hujurat ki 2 aayat, Is ki tashree bataiye plz April 14, 2014
- Tahajjud ka waqt fajr ki Aazan se kitne minutes phele khatam hota? April 14, 2014
- Agr kisike faraz roze qaza hoe ho.or wo bajae qaza roze pure karne ke nafil roze rakhe.kya Ye sahih hai? April 14, 2014
- Istekhara kaise karte?q karte?detail bataiye plz April 14, 2014
- I cover my head in the college. I know why I do that and everyone aska me why I cover it. I dont know as in what appropriate answer to give them, as to convience them. April 14, 2014
- What about woman using perfume??? Is it permissible in Islam? April 14, 2014
- What about Leggings and eyebrow plucking? I mean is it permissible in islam???? April 14, 2014
- kya aap khwab ki tabir bata sakte ho? Maine khwab mein dekhi k kisi ka intekhal ho gaya aur unka jnaza jaa raha hai. Aisa q khwab aaya? April 3, 2014
- Kya Hazrat Muhammad s.a.w. khawab me dikhte hain ya nahi? April 3, 2014
- Kya Muslims election me apna vote daal sakhte hain? April 3, 2014
- Ladies ka Sata’r(yani body ke wo parts jinhe ladies ko apne mahram ke samne bhi cover karne ka hukm h daily life mein) bataiye? March 26, 2014
wpDiscuz