Aap ka sawal
Agr namaz ke me Surah fatiha padhna bhol gae to namaz dobara padhna hogi ya sajda e sahu karne se namaz ho jaein gi?
Jawab:
Sirf sajd e sahu se kaam ho jayega, namaz dohrane ki zarurat nahee.