Sohel bhai
Aap ka sawal:
Siraj bhai ek sawal .. Sajda sahu ka tareeka bataye namaz hojane k baad yaad aye toh kis tarha sajda sahu kare
Jawab:
Agar sajd e sahu karna bhool jaye aur fir apni namaz ki jagah se bhi utha jayein tab bhi wapas aa kar sirf 2 sajde hi karna hai.
Yehi sajd e sahu ka tareeqa hai.